Saturday, 25 April 2015

Website (Blog) Kaise Banate Hai in Hindi....how to make website blog


Hello Friends aaj ham online world ka sabse bade sabaal ke jabab ke baare me jaanege – Website, ji hai website kaise banti hai aaj ham ye jaanege.
Agar aap apna business online karna chate ho ya apne kisi knowlage ko duniya se online share karna chateho to aap ki website hona bhut jaruri hai, or aaj ham janege ki free website (blog) kaise banate hai Google ki Madad se.

Start karne se Phele me kuch baate hai jo me aap ko batana chata hu ki, ham jo website bana rahe hai bo blogger.com par banegi. Blogger.com Google ki hi ek service hai or ye bilkul free hai.

Website (Blog) Banane ke liye kin-kin chijo ki jarurat hai

  1. ek Gamil account
  2. computer

Website (Blog) kaise banaye

Step by step follow karo-
Step 1www.Blogger.com par jao.
Agar aap ke paas phele se Google account (gmail) account hai to aap us se login kare ya fir phele Gmail par ek account banaye. www.Gmail.com

Step 2: Blog bnane ke liye New Blog ki button par click kare

Step 3: ek naya page khulega
Is page par aap ko apne blog ka tital, uska link (url) or uska template select karna hai. iske baad Create Blog ki button par click kare.


ye lijiye aapki website bankar teyaar hai.
*Note: ek baat dyaan rake ki aapke blog ki jo link rahegi usme blogspot bhi rahega. matlab
maan lijiye aapne blog ke link liya ram to aapke blog ki link rahegi ram.blogspot.com. agar aapko ye blogspot hatana hai to uska bhi tarika hai jo me aapko aage bataoga.
Ab hamne ye to sikh liya ki blog kaise banate hai or ye kitna saral hai. .........

                                                                                                   no. 1 flirty celebrity ayan

2 comments:

  1. Aapne ye post meri site se copy ki hai. www.HindiMeHelp.com ye galat baat hai aap ne meri mhanat ko copy kiya hai aapko kya lagta hai isse aap paise kama sakte ho. Please delete kar dijiye

    ReplyDelete